Story

The Thread Of Us - A Rebirth -

Story

The Thread Of Us - A Rebirth -

story_unfold_V7

Show your support

"Hi! Main ek introvert writer hoon — thoda shy, thoda crazy, aur puri tarah sapno se bhara hua. Pyaar se thoda dar lagta hai (philophobia), lekin kahaniyon se nahi. Romance aur fantasy meri writing ka jaan hain — thodi si muskaan, thodi si asoon, aur bohot saari umeedein. Agar meri kahaniyaan aapko thoda sa bhi happy feel karayein, toh mera mission successful hai! Chaliye, ek saath naye sapno ki duniya mein kho jaate hain!! "Shayad main duniya ko kabhi apni kahani puri tarah nahi bata paungi... isiliye main kahaniyaan likhti hoon. Ek aisi raah jahan main apna dard, apni umeedein aur apni khushiyaan aapke saath silently share kar sakun. Pyaar se darte-darte, main kahaniyon mein woh pyaar likhti hoon jo shayad duniya mein kahin kho gaya hai. Agar aap mere alfaazon mein apna ek tukda dhoondh paaye... toh samajh lena, hum mil gaye."

Write a comment ...